Phonepe Kya Hai | Phonepe Se Paise Kaise Transfer Kare| TechonPT

Share it:

  Hello Dosto Suwaghat hai apka hamare channel TechonPT Par Dosto Aaaj Ki Iss Par Me Aapko Batane wala hu ki phonepe kya hai Toh chaliye jante hai phonepe ke bare me 

Phonepe kya hai ?

Dosto phone ek mobile application hai jo ki payment transfer karne aur receive karne ke liye use ki jati hai 

Phonepe ek UPI adharit epayment mobile application hai iss app ka use karke aap ek bank se dusre bank me paise transfer kar sakte hai iske alwa apna mobile recharge ,, bill payment, gas booking , movie booking etc ki payment easily aur secure tarike se kar sakte hai 

Phonepe ki shuruaat 2015 me samur Nigam ceo Rahul Chari ctp aur burjin engineer ne milkar ki thi iska head office banglore me hai iss app ko current me 11 language jisme English , Hindi , telgu , Tamil , Kannada, Malayalam, Bangali, gujrati, Odia, Panjabi me use Kiya jata hai 

Dosto chailey jante hai phonepe ke uses ke bare me 

Phone ke kya kya uses hai 

Phonepe se paise bhej sakte hai aur receive kar sakte hai paise bhejne ke liye koi charge nahi dena padhta hai upyogi bill ki payment kare ke liye jaise ki Electricity, Postpaid Mobile, Water Bill, Credit Card,etc

Online shopping ki payment kar sakte hai aap Ghar bhete health , car , bike insurance etc bhi Ghar bhete asani se kar skte hai iske alwa bhi aap insurance renewal bhi kar sakte hai isme aap mutual fund gold sip me investment bhi kar sakte hai apne Bank account ka balance check kar sakte hai aap phonepe me UPI I'd , QR code , bank transfer ke dwara paise transfer kar sakte hai aap phonepe ki madat as daily 1 lakh rupe tak ka Len den kar sake hai

Phone mobile app kais download kare | 

Dosto phone PE mobile app ko download kare ke liye aapko susbe phele apne mobile me Google play store ko open karna hoga aab aapko isme search bar me type karna hoga phone pe fir aapko isme search ke button per click karna hoga uske baad apke samne phonepe app aa jayga aapko simply yaha par install button par click karna hoga 

 Toh Dosto install button par click karne ke baad phonepe mobile app download ho jayega aab aapka iss app ka use kar sake hai

Phonepe banane ke liye kya chaiye 

Dosto phone pe ka account banane ke liye aapke pas Bank account hona chaiye jo ki Mobile no se link hona chaiye 

Bank account ka debit card ya fir credit card

Ek gmail account

Toh Dosto agar aapne pas itni cheje hai toh aap asani se Phonepe par account bana sakte hai 

Isme aapko kuch steps ko follow karna hoga jaise ki 

Step 1 - Subse pehle aapko Phonepe app ko open kar lena hai

Step 2 - dosto aab aapko isme apna mobile no dalta hai isme OTP ayega jisse ki verification ho jaye

Step 3 toh Dosto mobile no verification hone ke baad ye aapse email account ko add kar ne ke liye bolega toh aap isme email account add kar dijiyega

Step 4 dosto aap aapko Phonepe me settings me jakar add bank account par jakar apni Bank ka name select kar lena hai fir aapko yaha per verification karna hoga

Step 5 fir aapko isme debit card ke last 6 digit aur expirey date aur ccv ni dalna hoga dosto aapko yaad rakhna ye apako personal rakhna chaiye kisi ke sath bhi apni debit card ya credit card ki jankari kisi ko bhi na de

Step 6 aab aapko isme apna UPI pin creat kar lena hai 


Toh Dosto UPI pin banane ke baad aapka Google pay account ready hai aab aap kisi ko bhi Paisa transfer kar skate hai aur bill payment kar sakte hai 


Toh Dosto ummed hai aapko hamri ye pair jroor pasnd aaye hogi toh post me comments karna na bhule dhyanbaad

Share it:

Mobile Apps