Media.net Ads Network Kya Hai| Media.net Ads Network Ka Use Kaise Kare | TechonPT

Share it:

 Media.net contesual advertisingsds programetic platefarm hai. is platefarm ko yahoo bing and netbanking naam se bhi jante hai. Media.net, google adsense ki tarah hi kaam karta hai isse aap adsense ki tarah hi income bhi bana sakte hai ye duniya ke best adsense alternative (best adsense alternative) me se ek mana jata hai 

Media.net aaj ek esa source ban chuka hai jaha se har mahine lakho blogers aur Website oweners paisa kama rahe hai. aap media.net ke ads ko apne blog par laga sakte hai, jo aapki earning ke liye accha option saabit ho sakta hai. yaha google adsense ki tarah hi kaam karta hai 

Media.net ka upyog adhiktar be log karte hai jinka google adsense kyu nahi ho pata. kyunki ye ek bohot bada ads network ban chuka hai. google adsense ka April bhi utna mushkil nahi hai lekin kai baar logo ko iske liye bohot lambe samaye tak intjaar karna padta hai.

Google Adsense ke baare me baat kare toh kuch samye pehle google adsense (account level action) par bohot jaldi kaam karta tha. aur blog aur website par ek choti si laparbahi bhi us income ko khatm kar deti thi. lekin ab. ki baat kare toh google adsense account level action ki bajaye (page level action) par kaam karne lag hai.  

ese me yadi aap bhi media.net ke baare me kuch jaankari rakhte hai aapke liye accha kadam saabit ho sakta hai. yadi aapke paas bhi koi website hai ya fir bhi blog likhte hai toh aapko yadi kisi paresanie aapko adsense ki jagah media.net ki jaroorat pade toh aap uska upyog kar sake.

media.net ka account kaise banaya jata hai ? (how to create media.net account?)

ess bar me jankari dene ke liye phele hum aapko Bata de ki media.net par account banane se pehele aapko kuch baate jarori hai jaise ki media.net me ads lene ke liye aapko media.net ki website par jakar ek form fill karna hoga yaha se aapko application ke phele review kiya jayega jiske baad hi aapko Approval mil sakta hai 

lekin iske pehele hum aapko Bata de ki media.net sabhi country's ke traffic ye level par kam nahi karta hai English language par pramukhta se kam karta hai iske sath hi aapko hindi me website ke liye bhi ads yaha se mil sakte hai media.net pehlee apki website par aab likhe jane wale content ko dhekta hia ki uski quality kitni badiya hai iske baad hi aapko Approval deta hai 

media.net par account banane ke liye aapko subss pehle media net net website par Jana hofa yaha par jane ke baad apko apni website ka name mobile no aur email address bharna hoga aap jaisa hi ye sub information bhar dete hai aapko ek invitation diya jata hai iss invitation par aapko apni sabhi jankari bharna hoga hai jiske baad apko account ka approval milta hai kiske bare me aapko account manager se pata chalata hai 

iss process ke baad aap media.net pae jakar login kar sakte hai yaha Jane ke baad aapko naya asa ka as optimization kar sakte hai aur apne website par usko lagane apni income start kar sakte hai 

media.net ke account me aapko apni kisi dusri website ke liye ass ka application karne ke option mil jate hai lekin yaha application karne se phele aapko ye jankari rakhna jarori hai ki accha content ho aur sath hi aapko website per accha traffic aa raha ho yadi aisa ni paya jata hai toh aapki website ko reject kar diya jata hai



Share it:

Ads Network