Google Pay Mobile App Kya Hai | Google Pay ka Use Kaise Kare | TechonPT

Share it:

 Hello Dosto Suwaghat Hai Apka Hamre Channel TechonPT Par Dosto Aaj ki iss post me hum aapko batane wale hai Google pay mobile app ke bare me toh Dosto chaliye jante hai Google pay ke bare me 

Google Pay App Kya Hai Toh Dosto google pay app Google company ka ek app hai jiska name Google pay hai jo ki ek UPI par depend karta hai UPI hanji ki unified payment interface jiska sanchalan NPCI Ke dwara kiya jata hai jo ki india ke banking system ko manage karti hai

Iss app me multiple layer security ka istemal kiya jata hai jo ki puri tarah se secure rehta hai Google pay app me aapko Kai tarah ke digital payment dhekne ko mil jate hai

Jaise 

1. Payment recieved kar sakte hai aur payment kar sakte hai 

2. Paise lene ke liye request bhej sakte hai 

3. Paise ke Len den ki history ko check kar sakte hai 

4. Paise bhejne ke badle aap isme kuch rewards received kar skte hai 

5. Digital payment ke liye apni pasand ke liye offer chun sakte hai 

6. Google pay se Google adwords ka bill de sakte hai 

7. Google pay se Google ke sabhi product kharid sakte hai 

8. Google pay se aap electricity gas water dth mobile bill ki payment kar skte hai 

9. Google pay se aap asani se apne nagdiki logo ko payment transfer kar skte hai bina koi details diye aap sirf mobile no ki madat se aap payment kar sakte hai 

Dosto Google pay app ka jo subse kash feuther hai wo tap for cash mode hai jise aap apne nagdiki kisi bhi vyakti ko money send kar sakte hai bina koi apni details diye use bataye ye bilkul data transfer all ki tarah kam karta hai jaise ki shareit 

Dosto Google pay app ki dusri kash baat hai ki agar aap kisi ko paise bhejte hai ya fir jas app ke andar ke offer ka use karte hai toh aapko cashback aur reward milte hai jaise ki agar aap 100 ruppe ya isse jada ruppe send karte hai toh aapko isme 1 lakh rupee tak ka muaka mil sakta hai isi prakar Google pay me alag alag offer aur rewards dhekne ko milte hai 

Google pay app account kaise banaye 

Google google pay aap par account banaye ke liye aapko subse pehle Google Play Store se Google pay app ko download kar lena hai dosto Google pay app download hone ke baad aapko 

Niche bataye huyi cheeje hona bhut jayada jarori hota hai 

Bank account jo ki Mobile no se link hona chaiye 

Bank account ka debit card ya fir credit card

Ek gmail account

Toh Dosto agar aapne pas itni cheje hai toh aap asani se Google pay par account bana sakte hai 

Isme aapko kuch steps ko follow karna hoga jaise ki 

Step 1 - Subse pehle aapko Google pay app ko open kar lena hai

Step 2 - dosto aab aapko isme apna mobile no dalta hai isme OTP ayega jisse ki verification ho jaye

Step 3 toh Dosto mobile no verification hone ke baad ye aapse email account ko add kar ne ke liye bolega toh aap isme email account add kar dijiyega

Step 4 dosto aap aapko isme settings me jakar add bank account par jakar apni Bank ka name select kar lena hai fir aapko yaha per verification karna hoga

Step 5  fir aapko isme debit card ke last 6 digit aur  expirey date aur ccv ni dalna hoga dosto aapko yaad rakhna ye apako personal rakhna chaiye kisi ke sath bhi apni debit card ya credit card ki jankari kisi ko bhi na de

Step 6 aab aapko isme apna UPI pin creat kar lena hai 

Toh Dosto UPI pin banane ke baad aapka Google pay account ready hai aab aap kisi ko bhi Paisa transfer kar skate hai aur bill payment kar sakte hai 

Toh Dosto ummed hai aapko hamri ye pair jroor pasnd aaye hogi toh post me comments karna na bhule dhyanbaad

Share it:

Mobile Apps