Google Adsense Account Kya Hai | Google Adsense Account Kaise Banaye| TechonPT

Share it:

 Google adsense kya hai .Google adsense ek CPC ( cost per click) advertisement yani

vigyapan ka ek platform hai or ese Google ne hi launch Kiya hai yah publisher (prakashak) ko Apne. YouTube channel website blog per dale Gaye content mein ads yani vigyapan ko uplabdh karata hai

 ya Yun kah len ki ads lagane ke liye deta hai aur ye vigyapan bahut Tarah ke hote Hain jaise text ads , image ads aur video ads ityadi

aur Google AdSense hamen khud paisa Nahin deta jab koi advertiser (company ya koi vyakti ) apni company, website, product ya Kisi Anya prakar ki service ko promote (prachar) karvana Chahta hai

 To boh sidhe Google aur YouTube ke pass jata hai aur promote karne ke liye bolata hai aur uske badle mein vah Google ko paise dete Hain FIR Google Apne Google AdSense ke dwara hamare website aur YouTube channel per ads dikhata hai aur FIR advertiser ke dwara mile revenue (paise) ka 68% hamare bich yani public sar ke bich bant deta hai aur 32% khud Rakh leta hai Google AdSense revenue share ko ham log acche se agale post mein samjhenge

elections Aapke website aur topic ke hisab se vigyapan dikhata hai agar aapka topic fashion se Juda hai to Google AdSense fashion ka vigyapan aapke platform per dikhaega. ham logon ne acche se jaan liya ki Google AdSense kya hai aur ab janege ki Google AdSense account kaise banaen

aur abhi tak aapane block ya website Nahin banaya hai to aap mere artical padhakar apni website free mein banaa sakte hain

Google AdSense account kaise banaen:-

Apne website aur YouTube channel se paise kamane ke liye aapke pass ek monetize AdSense account Hona chahie

Google AdSense account banane ke liye nimn steps dekhen-

Step 1 - Google AdSense sign up now click here per click kijiye - click here per click karne per to aapko ek hara rang ka sign up now ka button dekhega to useper click kijiye 

step 2: URL website and email ID ab aapko Apne website ka URL dalna hai Jaise allgyan4u ka url allgyan4u.com hai. iske bad aapko Apne email id dalna hai aur FIR gate helpful AdSense info at that email address ka option dikhega to aapko yas kar dena hai iske bad save and continue kar dena hai

step 3 click on I agree button save and continue Bala button jor se dabane ke bad aapko ek message dekhega jismein I agree likha hoga to aap usko jor se dabakar okay kar dena

step 4 fill personal information 

ab aapko apni sari details acche se dhyanpurvak bharna hoga Jaise

contact information- ismein mobile number aur apna adress dalna hai

country- ismein aapko Apne desh Ka naam dalna hai

time zone- Bharat ka I.S.T +5:30 Ghante hai

account type- ismein individual Dal dijiye

name and address-ismein apna naam aur pata Dal dena

primary contract- ismein apna mobile number Dal den

how did you get to know AdSense-ismein se aapko koi bhi option select kar lena hai

AdSense email preferences- ismein aap all select kar lena

yah sab karne ke bad aapka 90% AdSense account ban jaega Baki ke 10% Google AdSense ki team aapke email id per Mail Karke confirm karegi email aane mein 2 se 3 din lag sakta hai

Google AdSense se paise kaise kamae-doston thoda dhyan dijiye' Google AdSense per account banaa Lene se koi paisa Nahin kamane Lagta hai Google AdSense se paisa kaise kamaen iske liye aapko Google se apna Google AdSense account monetize karvana hoga aur monetize ke Kuch terms and condition bhi hote Hain jaise website ke liye unic and 1000 words article ATC aur YouTube ke liye 4000 ghante ka watch time and 1000 subscriber etc yeh sab criteria pura karne ke bad AdSense ka team aapke website ya channel ko check karti hai check aur review karne mein lagbhag 21 din lag jaate Hain FIR aapka AdSense agar terms and condition ka palan kiye ho to approved ho jata hai ful approved hone ke bad hi aap apne AdSense se arning kar sakte ho yani bahut sara paisa Kama sakte ho

Share it:

Internet