Google Adsense Kya Hai Kaise Kam Karta Hai |TechonPT

Share it:

 Hello Friends Suwagat Hai Apka Hamare Channel TechYedo Par Aaj Ki Iss Post Me Janenge Google Adsense Ke Bare Me Toh Chaliye Jante Hai

Google adsense kya hai - Google Adsense ek CPC (cost per click) advertisement matlab vigyapan ka ek platform hai aur ise Google ne hi lauch kiya hai, ye publisher (prakashak) ko apne youtube channel, website, blog par dale gai content me ads yani vigyapan ko uplabdh karwata hai ya yun kek le ki ads lagane ke liye deta hai aur ye vigyan bohot tarah ke hote hai jaise - text ads, image ads or video ads etc । or google adsense hame khud paisa nahi deta, jab koi advertiser ( company ya koi insaan ) apni company, website, product ya kisi Anya prakar ki service ko promot (prachar) karwana chahta hai toh bo seedhe GOOGLE or Youtube ke paas jata hai, aur promote karne ke liye bolta hai aur uske badle me bo Google ko paisa deta hai, fir google apne GOOGLE ADSENSE ke dwara hamare website aur youtube channel par ads dhikata hai. aur fir advertiser ke dwara mile revenue (paise) ka 68% hamare beech yaani publisher ke beech baant deta hai , aur 32% khud rakh leta hai। google adsense revenue share ko hamlog acche se agle post me samjhenge.

Google Adsense aapke website aur topic ke hisab se vigyapan dhikata hai, agar aapka topic fasion sebjuda hai toh google Adsense fasion ka vigyapan aapke platefarm par dhikayega. 

 google Adsense adsense account kaise banaye-

 apne website or youtube channel se paise kamne ke liye aapke pass ek monetize adsense account hona chahiye ,

  google adsense account banane ke liye kuch steps dekhe - 

Step 1 - google adsense sign up now is click here par click kijiye - click here

                   toh aapko ek green rang Sign Up Now ka batan dikhega us par click kijiye. 

                   


  Step 2 - url website and email id abb aapko website ka url dalna hai , jaise allgyan4u ka url allgyan4u.com hai, iske baad aapko apna email id dalna hai air fir Get helpful AdSense info at that email address ka option dikhega toh aapko YES kar dena hai, iske baad save and continue kar dena.


Step 3 - click on i agree button

save and continue bala batan jor se dawane ke baad aapko ek message dikhega kisme 'I Agree' likha hoga , toh aap usko jor se dawa kar ok kar dijiye.


Step 4 - fill personal information

abb aapko apna sara details acche se bharna hoga , jaise-


contact information - isme contact pata dalna hai.


country or territory - isme aapko apna desh ka naam dalna hai.


time zone- india ka I.S.T +5:30 hours hai.


account type - isme individual dal dijiye


name and address- apna name aur pata dal de.


primary contact- isme apna number dale 


how did you get to know adsense- isme se aap koi bhi option choose kar le .


adsense email preferences- isme aap all select kar le.



Share it:

blogger

Internet