Admob Kya hai admob kaise kehte hai | TechonPT

Share it:

 

AdMob ke Mobile Advertiser Company thi jise Omar Hamoui ne banaya tha . lekin saal 2009-10 me  ise  Google ne  $750 Million dekar khareed liya , abb yeh  Google ka ek Mobile Advertisement Service hai. jo ki  sabhi tarah ke Mobile Platform jaise ki Android, iOS, Windows Phone, WebOS, Flash Lite or mobile Web Browser Par Advertising solution offer karta hai.

Jaisa ki ham sabhi jante  hai, ki AdSense ka  Use ham Website/Blog or YouTube video monetize karne ke  liye or paisa kamane ke liye karte hai. ese hi hum  AdMob ka use Mobile Apps ko Monetize ke liye karte hai or khud se banaye gay App se paise kamane ke liye karte hai.

Start A Blog
Make Money
YouTube Tips
Reviews
App
Software
Phone Reviews
Tips & Tricks
Android
PC Tricks
Internet

AdMob Kya Hai? isse paisa kaise kamaye?
writter: pawan tilanthe Android, Android Apps, makemoney padhne ka  time 

Hello Friends , AdMob name dhekte hai ki man me ek sawal aata hai ? ki AdMob Kya Hai? aur ise kis tarah  ke log use karte hai aur kyu ? hum me se bohot se logo ke liye ye ek  Common keyword term hai lekin kuch logo ko iske bare me koi jankari nahi hai.

Hum AdMob ko kaha aur kis tarah se Utilize Karke Income generate kar sakte hai, isliye aaj hum AdMob in Hindi ke bare me bohot acche se janege ,iske sath ye bhi janege ki hum apna  AdMob Account Kaise Bana sakte hai ?

AdMob Kya Hai?
AdMob ke Mobile Advertiser Company thi jise Omar Hamoui ne banaya tha. lekin saal  2009-10 me ise Google ne $750 Million dejar khareed liya , abb ye  Google ka ek   Mobile Advertisement Service hai . jo ki sabhi tarah ke  Mobile Platform jaise ki Android, iOS, Windows Phone, WebOS, Flash Lite or mobile Web Browser par Advertising solution offer karta  hai.

Jaise ki hum sabhi jante hai, ki  AdSense ka Use hum Website/Blog or YouTube video monetize karne ke liye aur paisa kamane ke liye karte hai . ese hi hum   AdMob ka use Mobile Apps ko Monetize ke liye karte hai aur khud se banaye gay app se paisa kamane ke liye karte hai.

Is samay Google AdMob duniya ka sabse popular mobile Advertising network hai aur Online Paisa Kamane ke liye sabse jyada  developers isi ka use karte hai. aaiye iske baare me thoda Interesting facts Jante hai.

Is samy ek Million se jyada Apps User iska Use kar rahe hai aur har din hajaro New Apps judte hai.
July 2012 tak Google AdMob Add Developers ko $3.5 Billion se jyada Pay kiya gaya hai.

Share it:

Ads Network