Google Drive Kya Hota Hai | Google Drive Ka Use Kaise Kare | TechOnPT

Share it:

 Hello Friends Suwagat Hai Apka Hamare Channel TechYedo Par Aaj Ki Iss Post Me Janenge Google Drive Ke Bare Me Toh Chaliye Jante Hai

Google Drive Google dwara nirmit cloud adharit file sangrah sewa hai , yeh sewa 24 april 2012 ko Google dwara suru ki gai thi , Google drive ko ek online File storage service kaha ja sakta hai , jaha ham avasyak filey jaise "Image ","Video", "Documents"," "Application" ya kisi bhi digital file ko update kar sakte hai aur ise baha save kar sakte hai , or is tarah , aao kisi bhi samay kisi bhi computer ya mobile par Google Drive app ya website ke madhyam se upload ki gai fileyo ko fir se download bhi kar sakte hai ya yun kahe toh Google file yo ko online rakh sakte hai , natijan , aapke dwara awyasak kuch Image ya Fikes hamesha surakshit rehti hai aur aapke pass Google drive se un file ya Image ko fir se download karne ka absar hota hai, bhale hi aaoka mobile ya computer toot kyu na jay.

File upload karne ke aalawa Google drive oar file ko back-up karne ka ek bohot hi sahi tareeka hai, aur iske sath , drive se upload ki gai Images ya dusri file ko download karne ke bhi bohot aasan tareeke hai, aapko google drive me file back up (upload) or download dono step ke liye computer, laptop ya mobile ki jarurat hogi or, iske sath, aapke device ko Internet ki bhi jarurat hogi .

Yaad rakhe, Google Drive Google ki ek sewa hai aur isliye Google Drive ka istemal karne ke liye aapko Google khate ya Gmail Khate ki jarurat hogi yadi aapke pass Gmail khata nahi hai toh aapnahi jante ki abhi Gmail khata kaise banaya jaye.

Google Drive ke kya labh haGoogle drive ke labh Google Drive ka upyog karne bale iske labho se acchi tarh parichit hai, jaise yeh kisi bhi smarty oar jyada upyog kiya jata hai aur mobile par Google drive ke labh sabse adhik hai yaha google drive ke kuch important labh diye gay hai, 

Aapke dwara drive oar upload ki gai Images ya filey kisi bhi smartphone me kholi ja sakti hai 




Share it:

Internet