Cyptocurrency Kya Hota Hai | TechonPT

Share it:

 Hello Friends Suwagat Hai Apka Hamare Channel TechonPT Par Aaj Ki Iss Post Me Janenge Cryptocurrency Ke Bare Me Toh Chaliye Jante Hai

Cryptocurrency ek esi mudra hai, jo computer algorithm par bani hoti hai | jise kisi bhi desh ki sarkar lagu nahi karti hai | is mudra par kisi desh rajya ya kisi otharity ka niyantran nahi hota hai arthat yeh ek swatantra mudra hai, jo digital roop me hoti hai iske liye cryptography ka prayog kiya jata hai | crpto currency dwara aap kisi bhi tarah ki bastu ya sewaye khareed ya bech sakte hai |

Crypto currency ki suruaat sabse pehle japan ke satoshi nakmoto namak enginear ne varsh 2009me ki thi aur pehli crypto currency ka nam bitcoin hai | halaki shuruaat me ise koi khass safalta nahi mili parantu kuch samay baad yeh kafi prachlit hui aur iski keemat Aasman chune lagi aur dheere dheere yeh puri duniya me fell gai |

Cryptocurrency me kiye jane bale sabhi prakar ke lane den online mode me hote hai, sath hi iski security bohot hi strong hai, kyuki isme ke vishes prakar ki suraksha bali takneek ka prayog kiya jata hai | jiske karan isme kisi bhi tarah se frod ya dhokadhadi ki sambhabnaye na ke barabar hoti hai |

Crypto currency par kisi otharity ka niyantran nahi hota hai, jisme notebandhi aur currency ka mulya ghatne jaisa khatre ki sambhabna nahi hoti hai | 

Sadharan len-den aur cryptocurrency ke madhyam se hone bale len den me antar hota hai, kyuki crypto currency me kiya jane bala len den bohot hi kadi nigrani me ebam surakshit taareke se kiya jata hai |

Dhan chupakar rakhne bale logo ke liye crypto currency sabse aacha madhyam hai, jiske karan crypto currency paise chupakar rakhne ka sabse bada platefarm bankar ubhra hai |





Share it:

Internet