Popads Ads Network Kya Hai | PopAds Network Ka Use Kaise Kare| TechonPT

Share it:

 Hello Friends Suwagat Hai Apka Hamare Channel TechonPT Par Aaj Ki Iss Post Me Janenge PopAds Ke Bare Me Toh Chaliye Jante Hai 

Popads se visiter ko kisi bhi prakar ki paresani nahi hoti hai kyuki iske ads blog post me dhikai nahi dete aur na hi iske Ads Blog ki kisi bhi post me lagaye jate hai, iske ads lagane ke liye sirf ek code hi hamko apne  blog me best karna hota hai jab reeders hamare kisi bhi post par click karta hai jab redeers hamre kisi post par click karta hai toh  Popads ads new tab me peeche ki taraf khul jata hai 

Jiske Readers ko kisi bhi prakr ki paresani nahi hoti hai Popads ke dwara ham bina click kiye bina paise kama sakte hai isme ads par click karne ki jarurat nahi hai kyuki reeder jab bhi hamre blog ki post ko open karega toh automatic hi popup dusri  Tab ke andar khul jata hai

Abb aap samaj gay honge Popads kya hai aur Popads kaise kaam karta hai aur iske Ads Blog me kaise kaam karte hai. chaliye abhi aage bhadte hai aur sheekte hai Popads se paise kaise kamaye . popads se paise kamane ke liye sabse pehle hame popads ki website or apna account banana hoga, fir iske Ads apne blog me lagayenge, toh sabse pehle ham sheekenge Popads apne blog me lagayenge, toh sabse pehle ham seekhenge Popads par account kaise banaye. popads par account banane ke liye nimn steps ko follow kare 

Popads Par Account Kaise Banaye 

step  1 sabse pehle Popads ki website  par  jaye |

Go To Website 

Me apna user name dale 

Me apna Email Id dale

Me Email Id fir se dale 

Me apna country select kare 

Me Publisher ko select kare 

Me password dale 

Me password firse dale 

Me last name dale 

Me apna mobile number dale 

Me Terms Conditions aage male mark mark

Me I'M not a Robot par click kare or captcha aaye usko solved kare

Me Register par click kar 

Abb apne Popads website par apna account bana liya hai. abb baat aati hai Popads website par apne blog ko ad kaise kare Popads par Blog ko Submit karne ke liye aap nimn step ko follow kare 

Step 2 Abb Ad New Website Par Click kare 


Step  3 Abb  Jo  Farm open hua  hai  usme apne blog ki detail bhare   

so dosto aaj ki iss post me aapko popads ke bare me bataya hai agar aapka koi bhi Questions ho toh hame niche Comment karke jaroor bataye dhanyawad.

Share it:

Ads Network

Internet