Metaverse Kya Hai | Metaverse Kaise kam karta hai | TechonPT

Share it:

 Hello Friends Suwagat Hai Apka Hamare Channel TechYedo Par Aaj Ki Iss Post Me Janenge Metaverse Ke Bare Me Toh Chaliye Jante Hai

Metaverse internet par ek esi virtual duniya hai, jaha par aapko ek alag hi tarah ka anubhav prapt hone bala hai, aapko bata de ki yeh Virtual duniya real me kuch bhi nahi hota hai kewal computer aur technology ki madad se online duniya tyaar ki gai hoti hai , jo ki bilkul hi hamare real duniya ki tarah hi dikhai deta hai Metaverse me aap apna account bana kar apna ek avtar create kar sakte hai jo ki is. Virtual world me ek real pehchan deta hai.

Hello Friends Welcome To My Channel TechYedo Aaj Ki Iss Post Me Aapkp Batane wala Hu Metaverse Kya Hai

Dosto Metaverse Ek Aaisi Virtual Duniya Hai Jaha Per Aap apne dosto se batein kar sakte hai Metaverse me aap apne dosto ristedaro kisi ko bhi aap apne paas feel kar sakte hai jis tarah se aap apne ghar par aamne samne 

 baat karte hai theek usi tarah hi Metaverse me sambhav hai fir chahe aapke dost kitne bhi door kyu na ho.

Metaverse ko tyaar karne ke liye advanced AI Technology ka istemaal kiya gaya hai, jisme aapko ek alag tarah ki duniya ka anubhav milne bala hai.

Metaverse ka mukhya udeshya yahi hai ki aap door reh rahe logo ko virtual duniya ke madhyam se apne paas hone ka anubhav prapt kar sake , Metaverse me kisi bhi cheej ki limit nahi hai iska matlab yeh hai ki aap virtual duniya me aap plaut, ghar, bike etc kuch bhi khareed sakte hai.

Kintu baat yeh hai ki ye cheeje online hi uplabdh hongi Metaverse ko aap ek digital 

intersection hi samajh sakte hai Metaverse ko aap in sab ka combination maan sakte hai jaise social media, augment reality, virtual reality, gaming, shopping, Cryptocurrency, or actual reality ka.

Metaverse me kya hone bala hai ?

Abb tak aapne jaan liya ki Facebook ka naya naam Meta kya hai? chaliye abb jante hai ki meta me ham kya kar sakte hai ? yaani meta kis tarah ka dikhne bala hai? mark juckerberg ne kaha hai ki abb ham social media tak hi simit nahi rahenge balki isse kahi aage ise Virtual reality tak le jayenge, jaha paer aap is tarah ka anubhav prapt kar payenge.

Avatars / Character

Yaha Avatars ka matlab 3D Representation se hai, jiska arth hai ki aap Metaverse me koi bhi user apne hisab se apne avtar ko hubahu 3D roop me tyaar kar sakte hai aur aapke Avatar or user ke Avatar ke aath intext   

bhi kar sakte hai. 

Virtual Work Space

Iska matlab yeh hai abb aap kisi office ki tarah hi Meta me bhi virtual duniya ka aabhas le sakte hai, sabhi kaam kar sakte hai, kuch khareed sakte hai aur ghoomne ja sakte hai, yaha par koi bhi limit nahi hogi ki aap mya kar sakte hai, fark itna hi hoga ki yeh sab kewal technology ki madad se hoga aur real me yeh kuch nahi hoga.


Share it:

Internet