Revenue Hits Ads Network Kya Hai | Revenue Hits Ads Network Ka Use Kaise Kare|TechonPT

Share it:

 Hello Friends Suwagat Hai Apka Hamare Channel TechonPT Par Aaj Ki Iss Post Me Janenge Revenues Hits Ke Bare Me Toh Chaliye Jante Hai

Agar Aap Revenue Hits ki website par jayenge toh dekhenge ki iski website par bhi iske bare me likha gaya hai ki Revenue Publishers ke liye ek Self Service Ad Network platform hai, jo ki ek Leading Ad Technology Company Intago Dwara Developed, owend aur Operate kiya ja raha hai, Revenue Hits ek Powerful Solution hai jaha aap apne Blog ko Monetize karne ke liye iska Use kar sakte hai.

1. Isme aapko Approval jaldi mil jata hai.

2. Isme aapko Refer & earn se bhi paisa kamane ka moka milta hai.

3. Apne hisab se Ads Choose kar sakte hai.

4. Isme aap minimum 20$ hone par payout le sakte hai.

5. Revenuehits ka CPM baku Ad network se accha hai.

revenue Hits Par Account kaise banaye

 Revenue Hits par aapko account banane ke liye  bas kuch Simple se steps Follow karne honge uske baad aap apna blog kar denge aur iske ads seller ko payenge opening kar payenge. 

Step 1. Sabse pehle aap is link par click kare 

 Revenue Hits

 Step 2. Abb aapke samne kuch is tarah ka page open ho gayga yaha par aapko Start Now par click karna hai.

Step 3.Start Now par click karne ke baad aapke samne kuch is tarah ka page open hoga yaha par aapko kewal apni basic Details hi Enter karni hai.

Step 4. Abb aapke dwara Register kiye gaye mail par aapko Mail Recieve hoga yaha aapko Active My Account par Click karna hai

Step 5. Abb aapke samne Login karne ka option aayega yaha aapko apni Mail Id aur Password se Login karna hai.

Step 6. Abb aapke samne yeh page open hoga yaha aapko Login to your Account par Click karna hai.

Revenue ke Ads apne Blog apr kaise lagaye

Step 1. jaise hi aap Log In karenge toh aapka Revenue hits Account ka Dashboard open ho jayega.

Step 2. Yaha aapko New Placement par click karna hai.

Step 3. Isme aap apni Website par desktop ya Mobile placement me jakar Ad palce kar sakte hai .

Step 4. Desktop ads or Mobile Ads me aapko bohot se ads palcement format mil jate hai, jaisa aapko bohot  se ads placement format mil jate hai , jaisa aapko is Screenshot me bhi  Show ho raha hai , aap inme se koi bhi Ad apne blog par laga sakte hai.

Step 5. Iske Ad Code aapke Blog ke Widget me ja kar  Add karna hai.

Share it:

Ads Network

Internet