Google Docs Kya Hai | Google Docs Ke Kya Benefits Hai | TechonPT

Share it:

  Hello dosto Suwaghat hai aapka hamre channel TechonPT Par Dosto Aaaj ki iss post me hum Janenge Google docs kya hai toh chaliye jante hai Google docs ke bare me 

Google Docs Kya hai ?

Dosto Google docs ek feee web adharit word editor program hai jisse Google dwara vikshik kiya gya aur abhi bhi sanchalan kiya ja raha hai iss online word editor ke dwara document banana share karna update karna etc kam asani ke kar sakte hai ye users ke liye simply hai 

Google docs ka pura naam documents hai aur ye Google ki busines service G suite ka hissa hai jisme users ko full online business suits offer kiye jate hai 

Iss set me Google ke alwa Google sheets Google drive etc Hote hai Google docs ke dwara aap ms word aur koi bhi word editor ki tarah pura Kam kar sakte ho sath me documents ko group me online collaboration karne ke liye other uses ke sath share bhi kar sakte hai Online group equipment me other word editor jaise ni hai isliye jada karke small and mnn medium online business Google docs ko support karte hai 

Google docs ko use karne ke benefits ?

Toh Dosto google docs kya hai aapko samaj aa hi gya hoga toh chaiye jante hai Google docs ke uses karne ke kya kya benefits hai 

1. Easy to use 

Google docs ko use karna bhut easy hai aapko ishe other word editor se jaldi shik sakte hai aur Google docs ko aap YouTube se free me shik sakte hai 

2) Multi File Format Support

Google docs me aap docs aur word bhi 

Other file format me share and download kar sakte hai 

For example . Docs, Pdf, .Odt, .txt, .rtf, html zipped, .epub

3) Cloud based

Dosto Google docs me kite gaye kam apko bar bar save karne ki jarurat nahi hoti hai ye Google cloud me automatic save ho jate hai aur ek personal user ko 15 gb free cloud storage milta hai jishe aap paise se bada sakte hai 

4) Share And Online Word Edit

Google Docs ka ye features subse accha hai jo ki aapko word editor me ni milega hum aapko batate hai ye features kam kise karta hai  

Example ke liye man lijiye ki aap aur aapki team kisi ek project par work kar rahi hai. Aur uske liye aapko ek dif me project ki details dena hai aur aap apni team ko bolna hai ki aap bhi isme apni ray de sakte hai 

Toh agar aap ms word ya kisi other word editor tool ka use karte hai toh pehle aapko doc banana hoga aur fir bo aapko alg doc banakar usme apni ray dekarr aapko alag doc banaker send kar denge fir aap apna final doc tyaar kar payenge 

Lekin agar aap google docs ka use karte hai toh aapko ek doc ko hi apni team ko share kar hai aur fir doc ko hi apni team. Ko share karna hai aur fir online sabhi log uss doc par ek sath kam kar sakte hai aur usko eidr bhi kar sakte hai isme aapko bar bar doc banne ki jaroorat nahi hotai hai aur isme aapko ye hui dhek sakte hai ki doc ka owner kim hai aur editor kon hai 

5) Free To Use 

Google Docs Ek Free Word Editor Program Hai Jise Aap Chrome Google Drive Aur App Drawa access kar sakte hai

6) Template ki shubhidha 

Google docs me apako apne project ke liye tempalate banane ki jaroorat ni hai quki google docs me aapko phele hi other temple bani huyi mil jati hai aapko bs apne hisab se in template ko edit karna padta hai isme aap apna resume document spreadsheet presentation aur form etc bhut si cheeje bana skte hai 

7) Multi File Format Support

Google docs me aap docs aur word hi nahi balki other file format me bhi share and download kar sakte hai 

Example – .Docs, .Pdf, .Odt, .txt, .rtf, html zipped, .epub

Share it:

Internet