Blogging Kya Hoti Hai | Blogging ke Prakar| TechonPT

Share it:

  Hello Dosto Suwaghat Hai Apka Hamre Channel TechonPT Par Dosto Aaj Ki Iss Post Me Hum Aapko Batane Wale Hai blogging Kya Hoti Aur Blogging Kitni Prakar Ki Hoti Hai Toh Dosto Blogging Ke Bare Jante Hai Ki Blogging Kitne Prakar Ki Hoti Hai 

Blogging Kya Hoti hai?

Toh Dosto Blogging Wo Jagah Hoti Hai Jaha Per Log Apne Vichar Rakhte Hai Aur Aap Google Par Jakar Kuch Bhi Search Karte Hai aur aapko Jo Website niche Result Me Milti Hai Unko Blogger Kehte Hai 

Dosto Blogger ek tarike se website hoti hai. Isme bas post lagatar bhut sari dalte jate hai aur jo hamari website hoti hai wo blog ka ek subse badiya example hai Aage me aapko bataunga ki blogging karke aap bhut sare paise kaise kama sakte hai 

Toh Dosto subse pehele ye Jan lete hai ki akhir blogger kon hota hai 

Dosto aapko bata dun blogger aapki aur hamari hi tarah ek insan hote hai jo paise kamane ke liye blogger per apni website banake usme post dalte hai jisse visitors unki website per aate hai jisse Google Adsense ki taraf se un logo ko approval Mila hota hai jiski madat se unki website par Ads show hoti hai dosto earning ka yahi source hota hai jo log uss website par aate hai unko ads dhikti hai toh un ads ka paisa uss website ke owner ko milta hai toh Dosto aap samj hi gye honge ki blogger kon hota hai

Dosto ek accha blogger hona asan baat nahi hoti quki blogger field me bhot competitors hote hai jo ki badiya as badiyaa website banate hai jo ki user-friendly hoti hai aur asan bhasa me article likhe hote hai jo ki visors ke liye helpful hote hai dosto blogging koi bhi kar skte hai isme bas apko suruat me bhut jada mehnat karne ki jarurat hoti hai

Blogging kitne prakar ki hoti hai ?

Dosto blogging 2 prakar ki hoti hai

1. Event blogging 

2. Permanent blogging

Toh chaliye jante hai 

1. Event blogging

Dosto event blogging wo hoti hai jo ki kisi festival ko wishing ke rup me banayi jati hai

Dosto in wishing website me Adsense ka code Laga Diya jata hai fir website ki link ko social media se viral karaya jata hai jisse festival ko wish karne ke liye iss website ki link ko jada se jada logo tak puchaya jaye dosto in website ke liye jada se jada tarfic ki jaroorat hoti hai quki earings karne ke liye visitors ka hona bhut jarori hota hai nhi to aap earings nahi kar sakte hai 

2. Permanent Blogging

Dosto permanent blogging wo hoti hai ki jadatar log karte hai iss type ki website me regular post likhni padti aur acche se ache no copyright content likhne padhte hai dosto aapko bata du iss type ki website banane ke liye bhut jada mehnat lagti hai  

Dosto iss type ki website banane ke baad aapko zindgi bhar income hoti rahegi

Iss type ki website permanent website hoti hai

Share it:

blogger