Paytm Mobile App Kya Hai | Paytm Account Kaise Banaye| TechonPT

Share it:

  Hello Dosto Suwaghat hai apke hamre channel TechonPT Par Dosto Aaj Ki Post me hum janege ki paytm kya hai aur paytm kaise kam karta hai toh chaliye jante hai Paytm ke bare me 

Paytm Kya hai ?

Paytm ek aaisi company hai jo aap ko digital wallet ki subidha deti hai aur kafi popular Hine ke karan hum aapne bhut se kam sirf popular Hone ke karan hum apne se kam sirf Paytm ki madat se hi kar sakte hai jaise ki Mobile recharge , ticket , taxi booking , bus booking , train booking , online shopi etc 

Dosto agar aap online shopping nakar ke bazar me kisi dukan se shoping karte hai tab aap Paytm se payment kar skate hai iske liye dukandar Paytm se bhi money accepted karta hai toh uske pas Paytm ka QR code hoga aur aap ko apne mobile se uss code ko scan karna hitahaj aur fir usme amount enter karna padhta hai jitna aap uss dukandar ko pay karne wale ho itna amount dalkar aap payment kar sakte ho dosto Paytm aapko online shopping karne ka platform deta hai jiski madat se aap online shopping kar sakte hai

Dosto Paytm ko laptop ya fir computer aur smart phone kisi se bhi use kar sakte hai agar aap laptop ya computer se Paytm chalana chahte hai toh subse pehle aapko isko internet se connect karna hoga aur apne browser me Paytm ki website par Jaker login karna hoga uske baad hi aap iska use kar sakte hai 

Agar aap apne smart phone se Paytm ka use karna chahte hai to subse pehle mobile ke playstore se Paytm mobile app ko install karna hoga uske baad login karna padega jab hi aap iska use kar sakte hai agar aoke pas Paytm ka account nahi toh pehle aapko apne mobile no aur email id ki madat as apna account banana hoga fir Paytm account banane ki puri process niche batayenge 

Paytm acount kaise banaye ?

Dosto kisi ko paise bhejne hi ya fir online shopping karna ho ya koi bill payment karna ho to subse pehele apko ye sub karne ke liye phele Paytm new account banana hoga uske baad hi aap apna mobile no aur password dalkar sign karke Paytm use kar payenge Paytm mobile app se account kholna hoga fir aap Paytm ka use kar payenge

Subse phele aap apne phone me Google pay store se Paytm mobile app ko install kar le fir aapko apne mobile me Paytm mobile app ko install karke app ko open karna hoga 

Open karne ke baad aapko upar ki taraf ek profile icon dikayi dega uske click karna hoga wha par aapko diye gaye creat an account par click kar dena hai jiske baad agle page par aapko apna mobile number dalkar proceed securely button par click kar dena hai iske baad apke uss number per ek OTP ayega jise dalkar aapko fir se proceed securely button par click kar dena hai iske baad aapse apna bank account link karne 

Ka vikalp milega jis par click karke aap apna account add kar skte hai agar aap baad me bank account link karna chahte hai toh add kar sakte hai toh uske niche diye I will link bank account later par click kare iske baad agle page par aapko apna pura name date of birth aur gender bharna hoga fir yaha par aapko confirm button par click krna hoga jaise hi aapko confirm button par clickcik karenge apka new Paytm account create ho jayega 

Toh Dosto ummed hai aapko hamri ye post jaroor pasand aaye hogi toh aagar apka koi bhi question hai toh hame niche comment karke jaroor bataye

Share it: