E wallet Kya Hai | E wallet Kaise Kam Karta Hai | TechonPT

Share it:

 Hello dosto Suwaghat hai apka hamare channel TechonPT Par Dosto Aaj ki iss post me hum aapko batane wale hai E wallet ke bare me toh chaliye jante hai ki e wallet kya hai 

E wallet kya hai?

Dosto e wallet ek prakar ka electronic card hota hai jiska upyoj keval computer ya mobile ke dwara hi online transaction ke liye hota hai iss e wallet ki importance credit card ya debit card ki tarah hi hai 

Dosto ye subhidha ka labh uthane ke liye aapko payment ke liye e wallet ki kisi person ke bank account ke sath link hona jarori hai e wallet ka mukhya udshya hai ki cashless rupees transfer ko asan banaya jaye

Dosto India ko puri tarah se digital banaya ja raha hai isliye hamari countri ki ek cashless economy aur ek digital future ki aur le jaya ja raha hai jiske liye goverment dwara bhut se upyog ko safal banaya ja raha hai  dosto Aise me digital payment ke liye e wallet ko jada importantance diya ja raha hai aur ye sabhi use karna bhut asan hai government ki kuch bhut hi safal digital payment apps jaise ki bhim app jaise mobile application aur net banking ki madat se

E wallet ke kitne types hai 

Daro e wallet ke 3 types hote hai jisme 

1.Banking wallet 

2.Closed e wallet 

3.Aur semi closed e wallet samil hai 

Toh dosto chailey jante hai inke bare me 

1. Banking wallet 

dosto banking e wallet ek bhut hi kash e wallet hota hai jaha per ki consumer ke bank account ko ek e wallet ki sakal di jati hai isse costumer apne account ko ek wallet ki tarah use kar sakta hai 

2. Closed e wallet

Dosto closed e wallet ka use e commerce website ke liye kiya jata hai jaha per customer easily apni jarorat ke product purchase kar sakta hai 

3. Semi closed e wallet 

Dosto iss type ke e wallet ka use hum har platform me payment karne ke liye kar sakte hai lekin isme se hum kisi bhi tarah ka cash nahi nikal sakte hai 

Digital wallet kaise kam karta hai ?.

Dosto digital wallet kaise kam karta chaiye jante hai 

Toh Dosto digital wallet ke card me user ki sari details wallet ko save Kiya jata hai jisse ki customer asani se online purchase kar sake aur e wallet ya mobile ke 2 types hote hai first software aur second information 

Toh Dosto software me personal information store ki jati hai aur data ko secure aur encryption di jati hai wahi jankari ke bhag me users ke dwara database me unka name address , payment method , payment ki values aur credit ya debit card ki information etc hoti hai 

Agar digital wallet ya e wallet ke kaam karne me masterpass digital wallet susbe phele customers ko register karne ke liye kehta hai taki vo iski service ke labh utha sake jinke liye unhe apne physical card ki details pradan karni hoti hai 

Ye sa ari information ki uske baad verify Kiya jata hai otp authentication process ke jariye uske baad hi registration process complete ho jati hai complete ho jane ke baad koi bhi person usko asani se use kar sakta hai kuch chijo ke liye online pury karne ke liye age masteroass ka option nahi aa raha hai toh payment mode ki tarah yaha par bhi payment Kiya ja sakta hai masterpass card I'd aur password ko sahi tarah se bharkar yaha per transaction ko authentication kiya jata hai 3D secure pin or one time password yani OTP ke jaiye 

Toh Dosto ummed hai aapko hamri ye post jaroor pasand aayi hogi agar apka koi bhi question hai toh hame niche comment karke jaroor bataye thanks

Share it:

e- commerce

Internet