Blockchain technology kya hai?| Blockchain technology Kaise Kam Karti Hai | TechonPT

Share it:

 Hello dosto Suwaghat hai apka hamare channel TechonPT Par Dosto Aaj ki iss post me hum aapko batane wale hai ki blockchain technology kya hai 

Blockchain technology kya hai?

Blockchain ek digital ledger hai. lekin kya aap jante hai ki ledger kya hai? Ledger ek esa book hai jo ki ese account rakhta hai jaha debits aur credit transactions post hote hai bo book se jaha ki original entry hote hai . ya ye kahe ki original book se entry is ledger me update hote hai.

Blockchain ka invention Satoshi nakamoto ne 2008 me bitcoin ke liye ek open source technology ke roop me kiya tha bitcoin ek crypto currency hai jise lane den me sahayta  

karne ke liye kendriya pradhikaran ya byabasthapak ki jaroorat nahi hoti hai bitcoin ke blockchain takneek ke upyog ne ise parampara mudra jaise mudrasfiti aur dhokadhadi ki roktham ke sath kai samasya ko hal karne me kafi yogdan diya hai.

Blockchain aniwarya roop se ek bikendrikrat detabase hai jise sabhi upyogkartao dwara ek sath acces kiya ja sakta hai aur usme chedchad nahi ki ja sakti kyunki yeh duniya bhar ke lakho computer me sangraheet hai iske antargat sabhi prakar ke lane den blocko me darz kiye jate hai jinhe baad me ek byaktigat blockchain ya web adharit lajer me joda jata hai iska matlab hai ki jab koi lane de. suru karta hai toh be network par block kehlate hai es block ko network me hajaro notes ke Satyapan ke liye bheja jata hai taaki ise prapt karne se pehle Satyapan kiya ja sake . Satyapan ki is prakriya ko hi proof of work kehte hai.

blockchain technology kaise work karti hai ?

dosto apka data blockchain me store hai aur har block me apka data hash aur pichle block ka hash encoded form me hota hai dosto hash ek tarah ki unique code id  hai jaise apke fingerprint ke Nisan jo ki blockchain system me virtual mode me juda hua hota hai yadi aap kisi block me data me change karne ki kosis kate hai toh uss block ka hash badal jayega aur aapko agle block me bhi change karna hoga aur jaise hi sabhi blofk me change karna hoga ye process chalti rahegi iss process me bhut jada time lag jayega iss prakar iss data me changes karna Sambhaw nahi hai ek block me change ya hash ke badalne me 10 minutes ka time lagta hai lekin agar blocks lakhs me ho toh 100 year se bhi jada times lag sakta hai jab hum bitcoin ya cyptocurrency ki baat karte hai toh blockchain ki help se block me transaction ki details store ki jati hai yadi koi transaction hoga hai toh network me sabhi computer ya minor ko wo transaction verify karna hoga hai jiske liye unke reward ke rup me cyptocurrency receive hoti hai 


Share it:

cyptocurrency

Internet