UPI kya hai|UPI ka use kaise kare?| TechonPT

Share it:

Hello dosto Suwaghat hai apka hamare channel TechonPT Par Dosto Aaj ki iss post me hum aapko batane wale hai UPI kya hai 

UPI kya hai?

Dosto UPI ek real time payment system hai jo imps yani immediate payment service hai technology me imps ke upar ek extra layer hai jo cash less banking aur transaction karne ki subhidha deti hai 

Upi dwara do bank account ke bich me turant money transfer kar sakta hai ye Sara kam bank account ki jankari ke bina pura nahi hota hai jiske liye user ko sirf ek VOA yani virtual payment addres ki jaroorat padti hai 

UPI ki full form unified payment interface hoti hai iss project ko NPCI yani national payment corporation on India aur rbi reserve Bank of India nd 11 April 2016 ko ek project ke rup me start Kiya tha uss time ke rbi reserve Bank of India dr raghuram ji Rajan ne iss project ko 21 cabinet ke sath start Kiya lekin aaj 140 se bhi jada upi plateform bank aa gye hai 

UPI ka use kaise kare?

Dosto UPI ka use karne ke liye aapko Mobile app ke jariye kar sakte hai iske liye aapko aur bank dwara iss ficility ko start karwana padega iske baad hi aap UPI transaction kar sakte hai

Dosto UPI ko start karne ke liye aapke pas kuch important cheje honi jarori hai 

Jisme subhse pehle aapka ek bank account 

Mobile no jo ki bank se link ho 

Debit card jisse mpin banata jayega 

Ek UPI mobile app 

Dosto yadi apke pas upar batayi gyi cheje hai tab aap UPI ka use karne ke liye tyar hai iske liye UPI registration karana hoga jiska tarika niche bata rahe hai ye tarika sabhi user apps ke liye hai 

Subse pehle apni pasand ka ek UPI app download kar lijiye 

Fir aab aapko app ka ragistration start karne ke liye kuch interaction follow karna padega iske baad aapko virtual I'd bana lena hai fir aapko apna mpon bana lena hai iske liye bank account aur atm ki jaroorat padegi aur fir aap isme transaction start kar dijiye 

Best UPI apps ki list 

Dosto yaha par aapko kuch best UPI ki list di gyi hai jo ki iss prakar hai 

BHIM UPI

PhonePe UPI 

Yes Pay UPI 

SBI Pay UPI 

HDFC Bank Mobile Banking 

ICICI Pockets upi 

Google pay UPI 

Axis Pay UPI 

Paytm UPI 

Union Bank UPI App

PNB UPI

eMpower Canara Bank UPI

UCO UPI

Vijaya UPI

OBC UPI

Baroda MPay UPI 

MAHAUPI

KayPay UPI 

Toh Dosto agar aapko hamri ye post pasand aayi hai to hume niche comment karke jaroor bataye thanks

Share it:

e- commerce

Internet